Chakkar aana (Vertigo) ka Homeopathic ilaj in Hindi

CHAKKAR Aana (VERTIGO)

Chakkar aana ek gambhir samsya hai, es bimari me lagta hai ki aas pas sab kuch ghum raha h. Aur agar aapko din me kai baar chakkar aata hai toh aap Vertigo naam ki bimari se pidit hai. Aap ko kai hafto (week) se chakkar aa rahi hai aur chakkar ke sath ulti (vomiting) bhi ho raha h toh aap der na kare turant DOCTOR se sampark kare.  
remedyhindi.blogspot.com

Kuch logo ko sawari gadi me baithne se bhi chakkar aati hai.
Agar aap Vertigo naam ki bimari se pareshan hai toh dare nahi hum aapko kuch Homeopathic Medicine ke bare me btane ja rahe hai.



Problem: Hamesha chakkar aaye.

Solution: Conium mac30.

Problem: Sawari me baithane se chakkar aaye.

Solution: Cocculus indaka30.

Problem: Charo aore andhara chhaya rahe.

Solution: Cimicifuga30.

Problem: Unchi imarat par charhne se chakkar aaye.



Solution: Argentum Nitricum30.


NOTE: Ye Post Sirf Aapki Jankari(Information) ke Liye hai, Koi Bhi Medicine ka estemal Karne se pehle Doctor ki salah (Advice) jarur le. Thank You

टिप्पणियाँ