Asthma (Dama) ka Treatment By Homeopathic Medicine in Hindi

DAMA (KHANSI AANE SE SANS PHULE) ASTHMA.
 

Khansi aane par thandha pani, cold drink, baraph (icecream), khatta cheej NA khaye, paani ubal kar peeye din bhar me 20 gilas har 2 ghante me 2 gilas pani pina jaruri hai Pani peene se khansi kam aayegi paani gur ya batasha kha kar gunguna pani piye.


  • Problem: Khansne se sans phule rast me.

  • Solution: (1)  Arsenic alba30. (2) Rhustox 200.

  • Problem: Din me khansne se jyada sans phule.

  • Solution: (1) Aconite30 (2) Ipecac30.

  • Problem: Khansne se jyada kaf aaye.sana phule.

  • Solution: (1) Blata orentalisQ

  • Problem: Sokar uthane par sans phule kisi bhi samay.

  • Solution: (1) Lachesis30

  • Problem: Subah 5-6 baje sabare sans phule.

  • Solution: (1) Natrum sulph 200.

  • Problem: Subah 3-5 baje sabare sans phule.

  • Solution: (1) Kali karb 200

  • Problem: Ghutane par sar rakhane se sans me aara mile.

  • Solution: (1) Medorrhinum1M. [Rast me khaane ke baad 2khurak 10-10 din par].

  • Problem: Pankha hankane se sans phulne me aaram

  • Solution: (1) Carbovege30.

  
 NOTE. SANS KE ROGI KO 15-15DIN PAR TUBERCULINUM
1M 2 KHURAK RAAT ME KHAANE KE BAAD YA BACILINUM 1M AADHIK KAF NIKALNE PAR LENA CHAHIYE.
                       


  • Problem: JHARU lagane se sa.s phule dhul ki vanah se

  • Solution: (1) Pothos fotida 30.

  • Problem: Seene me balgam ki vajah se ghargharahat

  • Solution: (1) Antim tart.30

  • Problem: Khansne se seene me dard.

  • Solution: (1) Bryonia30. (2) Phozphorus30.

  • Problem: Khansne se maathe par thanda paseena.

  • Solution: (1) Veratrum alba 30.


    NOTE: Dosto Ye Post Sirf Aapki Information K liye hai, Kisi Bhi Medicine ka upyog (Estemal) karne se pehle Doctor ki Salah Awasya Le. Thank You.

टिप्पणियाँ