MIRGI (EPILEPSY) Ka Upchar
Kuch sabse purani bimariyo me se ek hai (Epilepsy) Mirgi, Ye dimag ki naso se judi bimari hai. Mirgi ka duara padne par log apna aapa kho dete hai yani puri tarah se sudh budh kho baidte hai, Daura 30 second se lekar 1 minutes tak ho sakte hai. Mirgi (Epilepsy) ka daura padne ka koi samay nahi hota hai, ye kabhi bhi aa sakta hai.
Mirgi (Epilepsy) ke daure bhi kai prakar ke hote hai. Kuch Symptoms aur uske Homeopathic Medicine ke bare me bataya ja raha hai.
Problem: Jab daura aane se oath kat jaye.
Solution: (1) Absinthinum30.
Problem: Daura aane se jyada aaye.
Solution: (1) Buforana 30.
Problem: Daura ke pahale hansi aaye ya aawaj nikale.
Solution: (1) Moscus 30.
Problem: Garbh me baccha rahane par daura aaye.
Solution: (1) Oenanthi cor 30.
Problem: Daura ke samay munh baye taref ghum jaye.
Solution: (1) Artmesia vul 30.
Problem: Pair me jyada paseena aane wale marij k daura aaye.
Solution: (1) Silicea 1000.
Note: Daura ke samay mutthi band rahe.
(1) Cuprum met 30.
Problem: Daure ke samay mutthi khuli rahe.
Solution: (1)Secale Cor.30.
Problem: Dukh ke karan daura aaye.Bhai shok ,chinta ke karan .
Solution: (1) Ignatia 30.
Problem: Sir me chot lagane se daura aaye.
NOTE: Ye Post Sirf Aapki Information K liye hai, Ek Baar Doctor se advice jarur le.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें